Sunday, February 13, 2011

...કામનાઓ...ICCHAE...

PRANAAM..

જ્યાં સુધી કામનાઓ રહેશે ત્યાં સુધી અપૂર્ણતા પણ રહેશે. પૂર્ણતા પ્રાપ્ત કરવાની પ્રથમ શરત એ છે કે કામનાઓમાંથી મુક્તિ મેળવવી. વૈરાગ્ય એ બીજું કંઈ નથી, કામનાઓની સમાપ્તિની એક પ્રક્રિયા માત્ર છે.

Jab tak icchae rahegi dil mai tab tak aapurnta bhi rahegi..
jivan mai purnata prapt karne ki pratham shart ye hi hai icchao se mukti lo..
vairagyaa sayaam koi or nai balki icchao ki samapti ki ek prakriya matra hai..

Iccha insaan ko maar dalti hai jivan ko bigaad dalti hai...aap iccha hi mat rakho fir dekho apna jivan kitna sukh may bitega..

Icchaa kabhi kaam nai hoti vo aage se aage badte jati hai...isliye insaan b fir aage se aage kamjor hote jata hai...

Jivan mai jo mile usmai santust rahoge to jivan mai kabhi muskil ka samay nai aayega har mood aapko aasan lagenge bhale mandi ho ya teji...kuch na mile to bhi santust or mile to bhi santust...

SUKH DHAM TIRTH DHWAJA AAROHAN NIMITE JARUR JARUR PDHARHO..

JAI JINENDRA..

No comments: