Thursday, March 10, 2011

pranaam...jaijinendra..

Hum roz mandir mai jaa kar prabhu k saamne vinanti karte hai

BHAVO BHAV MADJYO TAMARU SHARAN..
AA BHAV MADYA NE PAR BHAV MADJYO...

...iska matlab hum prabhu se ye prathna kar rahe hai ki ye bhav to aap mile agle bhav b muje milna..bt prabhu ki aap ye bhav bhakti karoge to hi prabhu aapko agle bhav milege ye kabhi socha hai aapne??

JAIJINENDRA..

SUKH DHAM TIRTH DARSHNARTHE JARUR JARUR PADHARO..

Thursday, February 24, 2011

...RISHTE...

PRANAAM..

Jivan ma Gunch Pade to Tene Ukeljo.
Tene Todso Nahi.
karan k
Tuteli Gunch Sandhay to Jase.
Pan
Vacche Gath to Rahi j Jase..

Rishto mai duri aati hi hai aan banaav hota hi hai par kabhi aise shabd b use mat karo k jis se rishote kabhi jude hi nai...

Har insaan ko har insaan ki jarurat padti hi hai ajj nai to kal kisi se rishta na todo..

Hum kisi se jagda karne k time to dil khol k kar dete hai n fir us insaan ki hume jarurat padti hi hai us time hum ye sochte hai abb kya kare???
....ryt??

SUKH DHAM JAIN TIRTH...

DHWAJA AAROHAN PRASANGE JARUR JARUR PADHARO..

Tuesday, February 22, 2011

...કર્મો...kARM...

PRANAAM..

મનુષ્યોને તેના કર્મોના હિસાબે જ સુખ-દુખ,

માન-અપમાન અને લાભ-હાનિ પ્રાપ્ત થાય છે.

પૂર્વ કર્મોના આધારે જ તેનું વર્તમાન બને છે

અને આજના કર્મોના આધારે તેનું ભવિષ્ય બનશે.

માટે હંમેશા સત્કર્મ કરતા રહેવું....

Manushya apne karmo k hisab se hi dukh sukh,

Maan apmaan,laabh haani prapt karta hai,

Pichle bhav mai kiye gaye karmo k aadhar par hi vartmaan banta hai

or ajj kiye gaye karmo k aadhaar se hi bhavishya banta hai..

Isliye humesha acche karm karo accha bhavishya banega..

SUKH DHAM TIRTH DARSHNARTHE JARUR JARUR PADHARO..

Sunday, February 13, 2011

...કામનાઓ...ICCHAE...

PRANAAM..

જ્યાં સુધી કામનાઓ રહેશે ત્યાં સુધી અપૂર્ણતા પણ રહેશે. પૂર્ણતા પ્રાપ્ત કરવાની પ્રથમ શરત એ છે કે કામનાઓમાંથી મુક્તિ મેળવવી. વૈરાગ્ય એ બીજું કંઈ નથી, કામનાઓની સમાપ્તિની એક પ્રક્રિયા માત્ર છે.

Jab tak icchae rahegi dil mai tab tak aapurnta bhi rahegi..
jivan mai purnata prapt karne ki pratham shart ye hi hai icchao se mukti lo..
vairagyaa sayaam koi or nai balki icchao ki samapti ki ek prakriya matra hai..

Iccha insaan ko maar dalti hai jivan ko bigaad dalti hai...aap iccha hi mat rakho fir dekho apna jivan kitna sukh may bitega..

Icchaa kabhi kaam nai hoti vo aage se aage badte jati hai...isliye insaan b fir aage se aage kamjor hote jata hai...

Jivan mai jo mile usmai santust rahoge to jivan mai kabhi muskil ka samay nai aayega har mood aapko aasan lagenge bhale mandi ho ya teji...kuch na mile to bhi santust or mile to bhi santust...

SUKH DHAM TIRTH DHWAJA AAROHAN NIMITE JARUR JARUR PDHARHO..

JAI JINENDRA..

Wednesday, February 9, 2011

...कटु वचन...BURE VACHAN....BURE SHABD....

PRANAAM...

किसी का कटु वचन चुभता है तब व्यक्ति यह नहीं सोचता कि मेरा कटु वचन भी किसी को चुभ सकता है.

Kisi k bole gaye kharab shabd hume chubte hai..
Tab hum ye nai sochte ki humare bhi bole gaye kharab shabd kisi ko chub sakte hai..

Koi hume bure shabd bole to hume jald se bura laag jata hai to humare bure bole hue b shabd kisi na kisi insaan ko chubte honge bure lagte hoge...

Is se accha hum bura bole hi nai kisi b insaan ko jo hota hai humare karmo se hota hai kisi ko bura bol kar hume usko doshi nai tehrana chaiye...or aagar koi hume bura bole to samajo ki humne b kabi kisi ko bure shabd bole honge bure karm kiye honge isliye ajj hume sun na pad raha hai...

SUKH DHAM TIRTH
sheoganj / posalia / raj

JAIJINENDRA..

Tuesday, February 8, 2011

...JINDAGI...

SABHI JAIN BHAIYO KO PRANAAM...

Jindagi milna nasib ki baat he.
Mrutyu milna vo samay ki baat he.
Par Mrutyu ke baad bhi kisike dil me jite rehna vo jindagi me kiye hue acche"KARM" ki Baat Hai..........

‎"Aagar hum jivan swarth se na jikar har insaan ko apna bhai maankar unka saath de unki har muskil apni muskil samje or unki har taklif ko dur karne me madat kare....to hum jab is duniya ko chod kar jayege jarur har insaan k dil mai jite rahenge....
or bure KARM karege to pata nai kitno ki baadh dua lekar jayege..

SUKH DHAM TIRTH..
sheoganj / posalia / raj..

SABHI AJAIN BHAIYO KO MERA JAIJINENDRA...

Monday, February 7, 2011

...SUKH DUKH...

PRANAAM..

CHAND NE TO DAREK LOKO CHAHE CHE..
kyarek suraj ne chahvani koshish to karo.
SUKH TO DAREK LOKO MANGE CHE..
kyarek dukh mangvani koshish to karo.

CHAND KO TO SAB CAHATE HAI..
kabhi suraj ko bhi cahane ki koshish karo.
SUKH TO SABHI MANGTE HAI..
kabhi dukh ko bhi mangene ki koshish karo.

PRABHUJI MAANGUU TARI PAASS MARI PURI KARJYO AASH..

EEVA SUKH DHAM TIRTH NA MULNAYAK SHRI PARSHWANATH DADA TAMARI AASH JARUR PURI KARSE...

JAIJINENDRA..

Sunday, February 6, 2011

...ભૂલો...BHULO...

PRANAAM..

જે પોતાની ભૂલો જોઈ શકે છે તેને મહાન બનતાં કોઈ અટકાવી શકતું નથી.
જે બીજાની ભૂલો જોયા કરે છે તેનાથી મહાનતા હંમેશાં દૂર જ રહે છે...

Je potani bhulo jooi sake che tene mahan banta koi aatkavi saktu nathi..
Je bijani bhulo joya kare che tena thi mahanta humesha duur aj rahe che..

Jo apni khud ki bhul ko dekh sake usko mahan bante koi nai rook sakta..
Jo dusre ko bhulo ko dekhta rehta hai us se mahanta humesha dur rehti hai..

SUKH DHAM TIRTH DARSHNARTHE JARUR JARUR PADHARO..

JAIJINENDRA..

Thursday, February 3, 2011

...શ્રદ્ધા...SHRADDHAA...

PRANAAM..

શ્રદ્ધા પત્થરને ભગવાન બનાવી દે છે.
અશ્રદ્ધા ભગવાનને પત્થર બનાવી દે છે.

Shraddhaa pathar ne bhagwan banavi de che..
Aandh shraddhaa bhagwan ne pan patthar banavi de che..

Sharaddhaa patthar ko bhi bhagwan bana deti hai..
Aand shraddhaa bhagwan ko bhi patthar bana deti hai..

JAIJINENDRA..

SUKH DHAM JAIN TIRTH..
sheoganj / posalia..
raj..

Wednesday, February 2, 2011

...KARUNA...કરુણા...

PRANAAM..

કરુણા અને મહેરબાનીમાં અંતર છે. કરુણામાં હિતની કામના હોય છે જ્યારે મહેરબાનીમાં અહેસાનની ભાવના હોય છે.
કરુણા પ્રેમ જન્માવે છે, મહેરબાની ગર્વ જન્માવે છે.

Karuna aane meherbani ma aantar che..
karuna hitni kamna hoy che..jyare
meherbani eehsaan ni bhavna hoy che..
KARUNA PREM NE JANM AAPE CHE..
MEHERBANI GARV NE JANM AAPE CHE..

karuna or meherbani mai aantar hai..
karunna hit ki kaamna k liye hoti hai..tab
meherbani ehsaan ki bhavna hoti hai..
KARUNA PREM KO JANM DETI HAI..
MEHERBANI GARV KO JANM DETI HAI..

SUKH DHAM TIRTH..
SHEOGANJ / POSALIA..

Tuesday, February 1, 2011

...AAPKI AAKH...AAPKI JIBH..

PRANAAM..

તમારી આંખ સારી હશે તો દુનિયા તમને ગમશે અને
તમારી જીભ સારી હશે તો દુનિયાને તમે ગમશો.

Tamari aakh sari hase to duniya tamne gamse
aane
tamari jibh sari hase to duniya ne tame gamso..

Aapki aakh acchi hogi to duniya aapko acchi lagegi
or
Aapki jibh acchi hogi to duniya ko aap acche lagoge..

SUKH DHAM TIRTH NA RAJADHIRAJ SANKHESHWAR PARSHWANATH DADA NE..
GHADI KHAMA..
GHADI KHAMA..
GHADI KHAMA..

JAIJINENDRA..

Monday, January 31, 2011

CHALO THODU MANAS MANAS RAMIYE..

PRANAAM..

ચાલો થોડું માણસ - માણસ રમીએ, નમીએ, ખમીએ, એક બીજાને ગમીએ. સુખ - દુઃખ માં એક બીજાને કહીએ, " તમે ફિકર ના કરો, અમે છીએને.

chalo thodu manaas maanaas ramiye
namiye
khamiye
ek bijane gamiye.
sukh dukh ma ek bijane kahiye
TAME FIKAR NA KARO AAME CHIYENE..

darek manaas aagar namto sikhi jaye khamto sikhi jaye to aa duniya ma bhed bhav k koine dukhi thayj nai..

SUKH DHAM TIRTH..
SANKHESHWAR PARSHWANATH DADA KA YE SUNDAR DHAM AAP DARSHAN KARNE AAVASHYA PADHARE..

JAIJINENDRA..

Friday, January 28, 2011

kisi ko sukhi ko karna humare hath mai nahi hai par kisi ko dukhi na karna ye humare haath mai hai..

PRANAAM...

Yeh aavashyak nai hai ki humse koi milkar sukhi hi hoga,

Kintu yeh aavashyak hai ki koi humse milkar dukhi nahi ho..

SUKH DHAM TIRTH...
sukh dham tirth pehli saalgirah nimite aap jarur jarur padharo..

Thursday, January 27, 2011