Thursday, March 10, 2011

pranaam...jaijinendra..

Hum roz mandir mai jaa kar prabhu k saamne vinanti karte hai

BHAVO BHAV MADJYO TAMARU SHARAN..
AA BHAV MADYA NE PAR BHAV MADJYO...

...iska matlab hum prabhu se ye prathna kar rahe hai ki ye bhav to aap mile agle bhav b muje milna..bt prabhu ki aap ye bhav bhakti karoge to hi prabhu aapko agle bhav milege ye kabhi socha hai aapne??

JAIJINENDRA..

SUKH DHAM TIRTH DARSHNARTHE JARUR JARUR PADHARO..

Thursday, February 24, 2011

...RISHTE...

PRANAAM..

Jivan ma Gunch Pade to Tene Ukeljo.
Tene Todso Nahi.
karan k
Tuteli Gunch Sandhay to Jase.
Pan
Vacche Gath to Rahi j Jase..

Rishto mai duri aati hi hai aan banaav hota hi hai par kabhi aise shabd b use mat karo k jis se rishote kabhi jude hi nai...

Har insaan ko har insaan ki jarurat padti hi hai ajj nai to kal kisi se rishta na todo..

Hum kisi se jagda karne k time to dil khol k kar dete hai n fir us insaan ki hume jarurat padti hi hai us time hum ye sochte hai abb kya kare???
....ryt??

SUKH DHAM JAIN TIRTH...

DHWAJA AAROHAN PRASANGE JARUR JARUR PADHARO..

Tuesday, February 22, 2011

...કર્મો...kARM...

PRANAAM..

મનુષ્યોને તેના કર્મોના હિસાબે જ સુખ-દુખ,

માન-અપમાન અને લાભ-હાનિ પ્રાપ્ત થાય છે.

પૂર્વ કર્મોના આધારે જ તેનું વર્તમાન બને છે

અને આજના કર્મોના આધારે તેનું ભવિષ્ય બનશે.

માટે હંમેશા સત્કર્મ કરતા રહેવું....

Manushya apne karmo k hisab se hi dukh sukh,

Maan apmaan,laabh haani prapt karta hai,

Pichle bhav mai kiye gaye karmo k aadhar par hi vartmaan banta hai

or ajj kiye gaye karmo k aadhaar se hi bhavishya banta hai..

Isliye humesha acche karm karo accha bhavishya banega..

SUKH DHAM TIRTH DARSHNARTHE JARUR JARUR PADHARO..

Sunday, February 13, 2011

...કામનાઓ...ICCHAE...

PRANAAM..

જ્યાં સુધી કામનાઓ રહેશે ત્યાં સુધી અપૂર્ણતા પણ રહેશે. પૂર્ણતા પ્રાપ્ત કરવાની પ્રથમ શરત એ છે કે કામનાઓમાંથી મુક્તિ મેળવવી. વૈરાગ્ય એ બીજું કંઈ નથી, કામનાઓની સમાપ્તિની એક પ્રક્રિયા માત્ર છે.

Jab tak icchae rahegi dil mai tab tak aapurnta bhi rahegi..
jivan mai purnata prapt karne ki pratham shart ye hi hai icchao se mukti lo..
vairagyaa sayaam koi or nai balki icchao ki samapti ki ek prakriya matra hai..

Iccha insaan ko maar dalti hai jivan ko bigaad dalti hai...aap iccha hi mat rakho fir dekho apna jivan kitna sukh may bitega..

Icchaa kabhi kaam nai hoti vo aage se aage badte jati hai...isliye insaan b fir aage se aage kamjor hote jata hai...

Jivan mai jo mile usmai santust rahoge to jivan mai kabhi muskil ka samay nai aayega har mood aapko aasan lagenge bhale mandi ho ya teji...kuch na mile to bhi santust or mile to bhi santust...

SUKH DHAM TIRTH DHWAJA AAROHAN NIMITE JARUR JARUR PDHARHO..

JAI JINENDRA..

Wednesday, February 9, 2011

...कटु वचन...BURE VACHAN....BURE SHABD....

PRANAAM...

किसी का कटु वचन चुभता है तब व्यक्ति यह नहीं सोचता कि मेरा कटु वचन भी किसी को चुभ सकता है.

Kisi k bole gaye kharab shabd hume chubte hai..
Tab hum ye nai sochte ki humare bhi bole gaye kharab shabd kisi ko chub sakte hai..

Koi hume bure shabd bole to hume jald se bura laag jata hai to humare bure bole hue b shabd kisi na kisi insaan ko chubte honge bure lagte hoge...

Is se accha hum bura bole hi nai kisi b insaan ko jo hota hai humare karmo se hota hai kisi ko bura bol kar hume usko doshi nai tehrana chaiye...or aagar koi hume bura bole to samajo ki humne b kabi kisi ko bure shabd bole honge bure karm kiye honge isliye ajj hume sun na pad raha hai...

SUKH DHAM TIRTH
sheoganj / posalia / raj

JAIJINENDRA..